|
Dasht-e-Tanhai is a popular Urdu Nazm with the title "Yaad".〔http://www.indianexpress.com/news/beyond-borders/505356/〕 It is written by the Faiz Ahmed Faiz.〔 It was known for its rendition by Iqbal Bano and later by Tina Sani and Meesha Shafi (Coke Studio).〔http://www.expressindia.com/latest-news/in-memoriam/451653/〕 ==Lyrics== The lyrics in Devnagari script. : दश्त-ए-तन्हाई मे, ऐ जान-ए-जहां, लरज़ाँ हैं : तेरी आवाज़ के साये, : तेरे होंठों के सराब, : दश्त-ऐ-तन्हाई में, : दूरी के ख़स-ओ-ख़ाक़ तले : खिल रहे हैं तेरे पहलू के समन और गुलाब : उठ रही कहीं हैं क़ुर्बत से : तेरी सांस की आंच : अपनी ख़ुश्बू मे सुलगती हुई : मद्धम मद्धम : दूर उफ़क़ पर चमकती हुई : क़तरा क़तरा : गिर रही है तेरी दिलदार नज़र की शबनम : इस क़दर प्यार से ऐ जान-ए-जहां रक्खा है : दिल के रुख़सार पे : इस वक़्त तेरी याद ने हाथ : यूँ गुमान होता है : गरचे है अभी सुबह-ए-फ़िराक : ढल गया हिज्र का दिन : आ भी गयी वस्ल कि रात Lyrics in English Transliteration of Urdu Dasht-e-tanhayee Mein Aye Jaan-e-jahaan Larzaan Hai Teri Aawaaz Ke Saaye Tere Honton Ke Seraab Dasht-e-tanhaayee Mein Aye Jaan-e-jahaan Larzan Hai Teri Aawaaz Ke Saaye Tere Honton Ke Seraab Dasht-e-tanhayee Mein Doori Ke Khas-o-khaak Talei Khil Rahe Hain Tere Pehlu Ke Saman Aur Gulaab Dasht-e-tanhayee Mein Aye Jaan-e-jahaan Larzan Hai Dasht-e-tanhayee Mein Uth Rahi Hai Kahin Qurbat Se Teri Saans Ki Aanch Apni Khushboo Mein Sulaghti Huee Maddham, Maddham... Door Ufaq Paar Chamakti Hui Qatra Qatra... Mil Rahi Hai Teri Dildaar Nazar Ki Shabnam Dasht-e-tanhayee Mein Aye Jaan-e-jahan Larzaan Hai Dasht-e-tanhayee Mein Is Qadar Pyaar Se Aye Jaan-e-jahaan Rakkha Hai Dil Ke Rukhsaar Pe Is Waqt Teri Yaad Ne Haath Yunh Ghumaan Hota Hai Garje Hai Abhi Subh-e-firaaq Dhal Gaya Hijr Ka Din Aaa Bhi Gayi Wasl-ki-raat Dasht-e-tanhayee Mein Aye Jaan-e-jahan Larzaan Hai Teri Aawaaz Ke Saaye Tere Honton Ke Seraab Dasht-e-tanhayee Mein Aye Jaan-e-jahan Larzaan Hai ==English Meaning== “The desert of my solitude” In the desert of my solitude, my love, quiver the shadows of your voice, the mirage of your lips In the desert of my solitude, from the ashes of the distance between us, bloom the jasmines, the roses of your touch From somewhere close by rises the warmth of your breath it smolders in its own perfume – gently, languorously Far away, on the horizon, glistens drop by drop, the dew of your beguiling glance With such tenderness, my love, your memory has placed its hand on the contours of my heart Even though this is the dawn of our farewell, it feels like the sun has set on our separation and the night of our union is at hand 抄文引用元・出典: フリー百科事典『 ウィキペディア(Wikipedia)』 ■ウィキペディアで「Dasht-e-Tanhai」の詳細全文を読む スポンサード リンク
|